Saturday, April 05, 2008

Farishton ki raah par nikal chalein the hum
Chand ki ek daal haathon mein liye
Taaron ki god mein soye... Jannat ke hawale...
Ek chaanv ki aadat pad jaye
Kaynat ki ibadat hai..
Baahon mein kashish na reh jaye
Tumhari badaulat hai..
Jis jahaan ka hissa aaj hain..
Kahin na kahin usike mohtaj-e-hukumat hain...
Powered By Blogger